Laal the haath hamaare
Phir bhi maanati duniya beguna hamko
Magar aap ki is taarif ne
Bana diya kaatil hamko
Phir bhi maanati duniya beguna hamko
Magar aap ki is taarif ne
Bana diya kaatil hamko
Laga sochne saara zamaana,
Ke main hoon deewaana,
Lekin kyon kare fikar yeh mastaana."
Here I will be documenting my poems/shaayaries till I come up with something worth mentioning. Thanks for visiting and I hope you enjoyed. I am very much open to suggestions, criticisms, and of course, praise.
No comments:
Post a Comment